Pichhle Saat Dino Mein Maine Khoya - Rock On
Meri Laundry Ka Ek Bill, Ek Aadhi Padi Novel… na na na na na ….na na na na na…
Ek Ladki Ka Phone Number, Mere Kaam Ka Ek Paper… na na na na na ….na na na na na…
Mere Taash Se Heart Ka King, Mera Ek Chandi Ka Ring
Pichhle Saat Dino Mein Maine Khoya
Kabhi Khud Pe Hasa Main Aur Kabhi Khud Pe Roya
Meri Jeb Ka Ek Packet, Meri Denim Ki Jacket… na na na na na ….na na na na na…
Do One-Day Match Ke Passes, Mere Naye Naye Sunglasses
Pichhle Saat Dino Mein Maine Khoya
Kabhi Khud Pe Hansa Main, Aur Kabhi Khud Pe RoyaKaise, Bhuloon Saatva Jo Din Aaya
Kisi Ne Tumse Ek Party Mein Milwaaya
Kaisa Pal Tha Jis Pal Maine Tumko Pehli Baar Dekha ThaHum Jo Mile Pehli Baar Maine Jaana Kya Hai Pyaar
Maine Hosh Bhi Khoya Dil Bhi Khoya
Kabhi Khud Pe Hansa Main, Aur Kabhi Khud Pe Roya… na na na na na ….na na na na na…… na na na na na ….na na na na na…
Maine Pichhle Saat Dino Mein Ye Sab Hai, Khoya..


